Contact About Blog

मूल राग DIVINE - Punya Paap

CHORDS For

Transpose

chordband » DIVINE » Punya Paap

capo: 2nd fret
[intro]
(NC)
jab se paida tab se kiya humne
jab se paida tab se kiya humne
jab se paida tab se kiya humne
jab se paida tab se kiya humne
[chorus]
Am  jab se paida tab se Gkiya humne punya paap
Em  jitna mila dugna diya kiya punya paap
Am  khoon paseena chauda Gseena karna punya aaj
Em  hum na darte paap karke seekhe punya
[verse]
(NC)
punya paap punya paap
kaun hai khaas kaun hai saath?
kaale baadal kaala baarish
kya hai dharm kya hai jaat?
kaun banaya kiska haath?
sarfira ye sarfarosh sarvanash
kisko chunta desh ka labh ya khudka swarth
manavta par kar prakash
nahi samajhta mujhko dharm jaat
tu daddy pe tha main maggi pe tha
tu skinny mein hai main baggy mein tha
yeh rap aur hip-hop mera planning nahi tha
main paise kamane ke planning mein tha
ganda ya saaf mangta anaaj
jab doodh nahi ghar pe
tab kuch nahi aata hai yaad
kya hai punya aur kya hai paap?
[chorus]
Am  jab se paida tab se Gkiya humne punya paap
Em  jitna mila dugna diya kiya punya paap
Am  khoon paseena chauda Gseena karna punya aaj
Em  hum na darte paap karke seekhe punya
[verse]
(NC)
punya paap punya paap
kal hai punya aaj hai paap
kaale kapde kaali raat
kaun hai saath lambi ghat
gaadi chalti ghumte haath
mehnat zyaada luck de saath
deal jab karte patte khaas
suffer karte bante laash
girne ka mera hai intezaar
rahenge zindabad jab tak intekaal
unleashed yeh sher mere daat pe rakth hai
jalan hai bimaari jo yeh saath mein rakhte hain
isliye covid se pehle hum faasle rakthe hain
baimani ki wajah badalte takht hain
chhapri hai tu tere gaane saste hain
jo lad nahi sakte woh gaali bakte hain
moses banjate jab pani sar pe hai
jaali ko mante yahan andh bhakt hai
bhagwan mein vishwaas insaan dhokebaaz
ek number rahenge jab tak bante nahi laash
divine mera spirit hum bante nahi laash
hum takht pe baithe tu karte reh naach
tere ginte k din hai hisaab mein le saans
hum o.g jiyenge
[chorus]
Am  jab se paida tab se Gkiya humne punya paap
Em  jitna mila dugna diya kiya punya paap
Am  khoon paseena chauda Gseena karna punya aaj
Em  hum na darte paap karke seekhe punya
Am  jee le beta teri Gaani wali maut
Em  jitna karle tu punya ya paap
Am  band pinjre se Gude hum azaad
Em  khud parosne pe aata mujhe swaad
doosri Amalbum nahi, meri Gdoosri yeh kitaab
hum Embille yeh billi sirf raaste de kaat
Am---sirf Gdarte hum bhagwan se
Em  karte punya aur paap

About ChordBand.com

यह 2016 में जारी संगीत विषयों के साथ एक वेबसाइट है। हमारे पास बहुत सी गिटार कुंजी और बहुत सटीक गीत गीत हैं। हमारी गिटार कुंजी और ukulele अभी भी मूल हैं। हमने शुरुआती लोगों के लिए गिटार टैब सीखना आसान बनाने के लिए इसे मूल संस्करण में बदलने के लिए "ट्रांसपोज़" नामक एक टूल बनाया है।

About DIVINE

Harris Glenn Milstead (October 19, 1945 – March 7, 1988), better known by his stage name Divine, was an American actor, singer, and drag queen. Closely associated with the independent filmmaker John Waters, Divine was a character actor, usually performing female roles in cinematic and theatrical productions, and adopted a female drag persona for his music career.
(By: wikipedia.org)

2 chords by DIVINE

  1. CHORDS Punya Paap
  2. CHORDS Chal Bombay

No Comments

Author: Admin

Published: 4 years ago

View: 1.610 times

Reaction:

55
44
33
22
11
5/5 of 3 Votes